डुमरियागंज से आप नेता इंजीनियर क़ाज़ी इमरान भी आ सकते हैं मैदान में

March 18, 2016 2:50 PM4 commentsViews: 841
Share news

संजीव श्रीवास्तव

imran

भविष्य में डुमरियागंज विधानसभा क्षेत्र की सियासत में कुछ और सरगर्मियां देखी जा सकती हैं। सूत्रों की मानें तो आम आदमी पार्टी के अल्पसंख्यक प्रकोष्ठ के प्रदेश अध्यक्ष इंजीनियर क़ाज़ी इमरान लतीफ़ भी डुमरियागंज विधानसभा क्षेत्र से चुनावी समर में उतर सकते हैं। अगर वास्तव में ऐसा हुआ तो हमेशा से दिलचस्प रहने वाले डुमरियागंज के राजनैतिक समीकरणों में फेरबदल की संभावनाओं से कतई इंकार नहीं किया जा सकता है।

आपको बताते चलें कि क़ाज़ी इमरान लतीफ़ एक युवा वैज्ञानिक हैं और वह आम आदमी पार्टी के जन्म के दौरान अपनी नौकरी त्याग कर पार्टी में शामिल हो गए थे। उसके बाद से निरंतर पार्टी के ज़िम्मेदार कार्यकर्ता ही हैसियत से काम करते रहे है। उनका पैतृक स्थान डुमरियागंज तहसील मुख्यालय से 11 किमी दूर वासा दरगाह गाँव है।

ये बात अपनी जगह बिलकुल दुरुस्त है कि स्थानीय राजनीती में अभी तक उनका कोई खास दखल नहीं रहा है, लेकिन पूर्वांचल प्रांत में आम आदमी पार्टी का संगठन तैयार करने में उनकी महत्त्वपूर्ण भूमिका रही है। सूत्र बताते हैं कि जल्द ही वह छोटे छोटे रचनात्मक कार्यक्रमों के माध्यम से अपने अभियान की शुरुआत कर सकते हैं। इस दिशा में ज़िले के साथियों के बीच मन्थन चल रहा है।

क़ाज़ी इमरान जिस बिरादरी से आते हैं डुमरियागंज में उन वोटरों की अच्छी खासी संख्या है। ऐसे में यदि उनकी साफ़ सुथरी ईमानदार छवि और जातीय समीकरण की वजह से उनके आने से चुनावी समीकरण मजबूत हो जाएँ तो कोई हैरत की बात नहीं होगी।

पार्टी से जुड़े जानकारों के मुताबिक यदि आम आदमी पार्टी शीर्ष नेतृत्व उत्तर प्रदेश में चुनाव नही भी लड़ने का निर्णय ले तब भी बस्ती मण्डल में संगठन को जीवित रखने के लिए कार्यकर्त्ता क़ाज़ी इमरान को चुनावी समर में उतारने के लिए आतुर दिख रहे हैं, और कार्यकर्ता उन्हें चुनाव लड़ाने के लिए कमर कस चुके हैं।

इस सम्बन्ध में जब कपिलवस्तूपोस्ट ने आप जिला संयोजक इ० सर्वेश जायसवाल से बात की, तो उन्होंने कहा कि  हमारे यहाँ प्रत्याशी चुने जाने की एक ईमानदार प्रक्रिया है। इस सम्बन्ध में कोई भी निर्णय लेने का अधिकार पार्टी ने क्षेत्र की जनता, ज़िले की टीम और शीर्ष नेतृत्व को दे रखा है। इनके द्वारा जो भी आदेश दिया जाएगा वह मेरे लिए अध्यादेश के सामान होगा।

4 Comments

  • Bhai ek bar maine Aam Aadmi party mein internal poltical reform ,social media platform ke reform ki bat ki to Qazi Imran Lateef ne kha ki Tum Raita Faila rahe ho .Is bat ka mere pas proof hai .Agar jo vyakti redorm ki bat nhi sun sakta jo ki aur party Karyakarta ko samajh aa rhi thi …

    Mujhe inke nivas par hone wali eeting ki suchna bhi nhi di gai,ye aur Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal milkar puri local social media aur Local party ko control karna chahte hai..Inka Aim keval siyasi kursi hai …Jo log apne karyakarta ki nhi sun sakte… Wo pura jila ki kya sunenge …

    Agar aap logo ko pura issue jana ho to is post par likhe comments ko dhyan se padhe fir faisla le .

    Post link – http://kapilvastupost.com/sanjeetisolatefromaamaadmiparty/

  • Maine Kapilvastu post ke madhyam se in questions ko pucha tha – jinka jwab nhi diya gya ,na meri bat suni gai ,aap log bhi jaan lijiye –

    Sarvesh Jaiswal ne mera istifa nhi manga hai .. Main Party ki neetiyon ke khilaf chal rha tha ya jila team mein Sarvesh Jaiswal ki nirankushta,manmani aur tanasahi ke khilaf chal rha the… Ye Jila Karyakarni aur Siddharthnagar ka Aam aadmi thik se janta hai …

    Mera Sarvesh Jaiswal aur Poorvanchal Karyakarini se kuch Sawal hain –

    1. Kya Democracy,Participative management aur Karyakarta ke liye awaj uthana Party ke liye Anushasanhinta hai ?

    2.Kya Sarvesh Jaiswal ke “Main Hi Party Hun” ke khilaf awaj uthana Anusasanhinta hai ?

    3.Mujhe Anushasanhinta Ka written notice kab diya gya ?

    4. Meri anusasanhinta par Jila Karyakarini ki meeting kab bulai gai ? Us meeting mein Jila Karyakarini ne Kis ko anusasanheen kis aadhar par btaya ?

    5.Mera Istifa na manjoor karne ke bad mujhe party ki local karyakram ki gativadhiyon,meeting ki soochna kyon nhi di jati thi ?

    6.Mujhe apni bat rakhne ka mauka kyon nhi diya gya ?

    7.Party apna sanrachnatmak dhancha bna rhi hai ya kuch swarthi log apne chapluson ko party mein la ra rhe hai aur imandar karmath logo ko dabane ka prayas kar rahe hain ?

    8.Sarvesh ji aapne kha hai – “इसलिए उनसे पद ले लिया गया था, लेकिन उन्हें तब भी दल से निकाला नहीं गया।”

    Sarvesh ji Jara btane ka kasht kijiye ki pad se mujhe Is bayan ke bad nikala gya ya pahle,kyonki mujhe iski soochna nhi di gai..Bina kisi ko soochna diye,aap kaise kar sakte hai… Mujhe mere pad se nhi nikala gyatha,kyonki iski koi aadhikarik ghoshna nhi hui thi aur na hi mujhe isse suchit kiya gya tha .Aap kisi protocol ko follow karte hain ya ,jo bhi man aaya kar diya ….Aap to loktantra aur Party ki karyapradani ki hi hatya kar rahe hai ..

    Aam Aadmi party Transparant hai main man vachan aur karm se swarajist hun ,main Kapilvasatu post ke madhyam se Right To Information ke tahat mere upper karyawahi ki sabhi minute details aur process janna chahta hun ..

    Kya yhan “Due Process Of law” and “Procedure established by Law ” followed huye?

    Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal jwab de .. ” SANYOJAK GO BACK “

    Dhanyawad !

  • Sarvesh Kumar Jaiswal Ji ! Kya bhai facebook par block block karne se aur party meeting mein na bulane se solution hota hi ?? insan sabko sath lekar aagey jata hai … aap to gang bnakar local aam aadmi party team ko patan ki khai mein le ja rahe hai …. Puri jila karyakarini team ko sath lekar nhi chalte hai aap .Na karyakram ki suchna dete hai,jisse ji meeting mein aa na sakun aur apni bat na rakh sakun …

    Aap se social media reform ,party ki internal democracy,participative management aur har karkyakarta ko uski pahchan dene ko kha tha,aapse kha th ki aap local karyakarta ko unka credit de jisse unko motivation mile ….

    Aap self-governance,swarajya aur loktantra ki hatya kar rahe hai apni manmani aur tanasahi karke… aapse jab maine kha tha ki apne purva sanyojak ko sath nhi diya jisse aap sanyojak ban jaye,apki galat cheese mein sath nhi dunga..aap dusre ke khilaf bhadkane wali gandi rajneeti na kare aur sabka sath de,is bat par aapne mujhse official platform par galat sandesh bjiwaya ki vhan ke police station master apko dhamki de rahe…jisse galat sandesh dene par mujhe party se nikal diya jaye aur aap ka koi virodh na kare..jab jila karyakarini team mein main apni bat rakh rha tha ki galat sandes dene ke liye apne kha (screen shot bhej rha tha),apne meri puri bat hone se pahle mujhe karyakarini group se nikal diya … iske bad mujhe district media collaboration group se bhi nikal diya jabki main District Social Media and IT Cell prabhari hun …

    Aap party karyakarta dwara photo dwara galat sandesh dene ka virodh kiya , aur shi photo ki mang ki ..tab aapne mujhe AAP Aam Aadmi Party, Siddharthnagar mission whatsapp group se bhi nikal diya …aap kab tak sachchi awaj dbayenge ??

    Aap ne mujhe AAP SIDDHARTHNAGAR ke new party office ka jab udghatan tha,aapne mujhe suchna tak nhi di… Jab aap apne hi sathi ko sath lekar nhi chal sakte to janta ko khak sath mein lekar chaloge ???

    Aap dusre ke netritva mein kam krna pasand nhi karte ho jab bhi maine AAP Siddharthnagar Youth Wing Secretary hote huye Siddharthnagar ki youwa shakti ke liye samaj ke liye aur party ke liye kuch karna chaha tha ,aapne kal karenge ..haan karenge..kahte kahte tal diya,support milna band hua to maine gair rajnitik logo se milkar kam karna suru kiya ?KYONKI MAIN RAJNITI KARNE NHI BADALNE AAYA HUN aur mera maksad Siddharthnagar ki janta ka vikas hai … ..

    Aap mere dwara jode karyakarta ko bhi Whatsapp Group mein nhi jodte hai,aap sari social media apne control mein chahte ho,kya Aam aadmi party aapki property hai .

    Aap ke khilaf virodh pradarshit karne ke liye ,maine party se resignation diya,jismein sari bat likhi thi …
    aap par aaorp na aaye aur local party ka masla upper tak na jaye,isliye use aapne resignation ko manjur nhi kiya ..Namanjoor kiya hai to milkar aur bhulkar kary kare ,mere sath rajniti kyon ?

    Aap sudhar jao,varna virodh social media se Siddharthnagar ki galiyon tak jayega ….

    Reference : https://www.facebook.com/sanjeet.dwivedi/posts/1107223075985092

  • Aise logo ko ticket nhi milna chahiye . Ek bar maine Aam Aadmi party mein internal poltical reform ,social media platform ke reform ki bat ki to Qazi Imran Lateef ne kha ki Tum Raita Faila rahe ho .Is bat ka mere pas proof hai .Agar jo vyakti reform ki bat nhi sun sakta jo ki aur party Karyakarta ko samajh aa rhi thi …

    Mujhe inke nivas par hone wali meeting ki suchna bhi nhi di gai,ye aur Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal milkar puri local social media aur Local party ko control karna chahte hai..Inka Aim keval siyasi kursi hai …Jo log apne karyakarta ki nhi sun sakte… Wo pura jila ki kya sunenge …

    Agar aap logo ko pura issue jana ho to is post par likhe comments ko dhyan se padhe fir faisla le .

    Post link – http://kapilvastupost.com/sanjeetisolatefromaamaadmiparty/

    Maine Kapilvastu post ke madhyam se in questions ko pucha tha – jinka jwab nhi diya gya ,na meri bat suni gai ,aap log bhi jaan lijiye –

    Sarvesh Jaiswal ne mera istifa nhi manga hai .. Main Party ki neetiyon ke khilaf chal rha tha ya jila team mein Sarvesh Jaiswal ki nirankushta,manmani aur tanasahi ke khilaf chal rha the… Ye Jila Karyakarni aur Siddharthnagar ka Aam aadmi thik se janta hai …

    Mera Sarvesh Jaiswal aur Poorvanchal Karyakarini se kuch Sawal hain –

    1. Kya Democracy,Participative management aur Karyakarta ke liye awaj uthana Party ke liye Anushasanhinta hai ?

    2.Kya Sarvesh Jaiswal ke “Main Hi Party Hun” ke khilaf awaj uthana Anusasanhinta hai ?

    3.Mujhe Anushasanhinta Ka written notice kab diya gya ?

    4. Meri anusasanhinta par Jila Karyakarini ki meeting kab bulai gai ? Us meeting mein Jila Karyakarini ne Kis ko anusasanheen kis aadhar par btaya ?

    5.Mera Istifa na manjoor karne ke bad mujhe party ki local karyakram ki gativadhiyon,meeting ki soochna kyon nhi di jati thi ?

    6.Mujhe apni bat rakhne ka mauka kyon nhi diya gya ?

    7.Party apna sanrachnatmak dhancha bna rhi hai ya kuch swarthi log apne chapluson ko party mein la ra rhe hai aur imandar karmath logo ko dabane ka prayas kar rahe hain ?

    8.Sarvesh ji aapne kha hai – “इसलिए उनसे पद ले लिया गया था, लेकिन उन्हें तब भी दल से निकाला नहीं गया।”

    Sarvesh ji Jara btane ka kasht kijiye ki pad se mujhe Is bayan ke bad nikala gya ya pahle,kyonki mujhe iski soochna nhi di gai..Bina kisi ko soochna diye,aap kaise kar sakte hai… Mujhe mere pad se nhi nikala gyatha,kyonki iski koi aadhikarik ghoshna nhi hui thi aur na hi mujhe isse suchit kiya gya tha .Aap kisi protocol ko follow karte hain ya ,jo bhi man aaya kar diya ….Aap to loktantra aur Party ki karyapradani ki hi hatya kar rahe hai ..

    Aam Aadmi party Transparant hai main man vachan aur karm se swarajist hun ,main Kapilvasatu post ke madhyam se Right To Information ke tahat mere upper karyawahi ki sabhi minute details aur process janna chahta hun ..

    Kya yhan “Due Process Of law” and “Procedure established by Law ” followed huye?

    Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal jwab de .. ” SANYOJAK GO BACK “

    Dhanyawad !

    *********************************************************************************

    Sarvesh Jaiswal ji ( Jila Sanyojak) ke sath jo meri issue hua tha wo meri post se aap jan sakte hai jo isprakar hai (Meri bat na Qazi Imran Lateef ne suni,na kisi aur ne ) –

    Sarvesh Kumar Jaiswal Ji ! Kya bhai facebook par block block karne se aur party meeting mein na bulane se solution hota hi ?? insan sabko sath lekar aagey jata hai … aap to gang bnakar local aam aadmi party team ko patan ki khai mein le ja rahe hai …. Puri jila karyakarini team ko sath lekar nhi chalte hai aap .Na karyakram ki suchna dete hai,jisse ji meeting mein aa na sakun aur apni bat na rakh sakun …

Leave a Reply