सर मुड़ाते ही ओले पड़े की तर्ज पर आम आदमी पार्टी के आइ टी सेल अध्यक्ष का इस्तीफा

January 27, 2016 1:34 PM6 commentsViews: 623
Share news

नजीर मलिक

आइटी सेल पूर्व संयोजक संजीत द्धिवेदी

आइटी सेल पूर्व संयोजक संजीत द्धिवेदी

सिद्धार्थनगर। आम आदमी पार्टी सिद्धार्थनगर आइटी सेल के अध्यक्ष संजीद द्धिवेदी ने पार्टी से इस्तीफा दे दिया है। अपने त्याग पत्र में उन्होंने पार्टी और संगठन के जिला संयोजक पर तानाशाही का आरोप लगाया है। एक संगठन के निर्माण के शुरुआती चरण में ही इस प्रकार की घटना सिर मुड़ाते ही ओले पड़ने की कहावत को चरितार्थ करती है।

आप नेता और आइटी सेल प्रमुख संजीत द्धिवेदी ने कपिलवस्तु पोस्ट को दिये बयान में आरोप लगाया है कि सिद्धार्थनगर जिले में आम आदमी पार्टी अपने उदृदेश्य से भटक गई है। आम कार्यकर्ता की बात सुनी नहीं जा रही है। उनकी आवाज दबाई जा रही है।

उन्होंने पार्टी के जिलाध्यक्ष इंजीनियर सर्वेश जायसवाल पर आरोप लगाया है कि उनका रवैया तानाशाही का है। वह मेरी आवाज दबा रहे थे। मुझे कार्यकारिणी से निकाल दिया गया। उन्होंने बांसी के पुतला दहन कांड का हवाला देते हुए बताया कि संयोजक जायसवाल ने किस तरह लोगों को गुमराह किया।

संजीत द्धिवेदीने अंत में कहा है कि उन्होंने पूरे प्रकरण को पूर्वाचल कार्यकारिण समिति में भी रखा, लेकिन आप पूर्वांचल कार्यकारिणी ने भी जिला अध्यक्ष सर्वेष जायसवाल का ही पक्ष लिया। इन हालात में पार्टी त्यागने के अलावा कोई चारा नहीं रह गया था।

इस बारे में आम आदमी पार्टी जिला संयोजक सर्वेश जायसवाल ने बताया कि संजीत द्धिवेदी पार्टी की नीतियों के खिलाफ काम कर रहे थे। वह अनुशासन तोड़ रहे थे। इसलिए उनसे पद ले लिया गया था, लेकिन उन्हें तब भी दल से निकाला नहीं गया।

संगठन ने उनके त्यागपत्र को स्वीकार कर लिया है। उन्होंने कहा कि आम आदमी पार्टी में दल की नीति के खिलाफ जाने वालों और अनुशासन में न रहने वालों के लिए कोई जगह नहीं है।

बताते चलें कि जिले में आम आदमी पार्टी अभी संगइनिक ढांचा तैयार कर रही है। ऐसे में इस प्रकार के आपसी कलह से संगठन कमजोर होगा। ऐसी बातें आप के निष्ठावान कार्यकर्ता को चिंतित किये हुए है।

6 Comments

  • Sarvesh Jaiswal ne mera istifa nhi manga hai .. Main Party ki neetiyon ke khilah chal rha tha ya jila team mein Sarvesh Jaiswal ki nirankushta,manmani aur tanasahi ke khilaf chal rha the… Ye Jila Karyakarni aur Siddharthnagar ka Aam aadmi thik se janta hai …

    Mera Sarvesh Jaiswal aur Poorvanchal Karyakarini se kuch Sawal hain –

    1. Kya Democracy,Participative management aur Karyakarta ke liye awaj uthana Party ke liye Anusasanhinta hai ?

    2.Kya Sarvesh Jaiswal ke “Main Hi Party Hun” ke khilaf awaj uthana Anusasanhinta hai ?

    3.Mujhe Anusasanhinta Ka written notice kab diya gya ?

    4. Meri anusasanhinta par Jila Karyakarini ki meeting kab bulai gai ? Us meeting mein Jila Karyakarini ne Kis ko anusasanheen kis aadhar par btaya ?

    5.Mera Istifa na manjoor karne ke bad mujhe party ki local karyakram ki gativadhiyon,meeting ki soochna kyon nhi di jati thi ?

    6.Mujhe apni bat rakhne ka mauka nhi diya gya ?

    7.Party apna sanrachnatmak dhancha bna rhi hai ya kuch swarthi log apne chapluson ko party mein la ra rhe hai aur imandar karmath logo ko dbane ka prayas kar rahe hain ?

    Aam Aadmi party Transparant hai main man vachan aur karm se swarajist hun ,main Kapilvasatu post ke madshyam se Right To Information ke tahat mere upper karyawahi ki sabhi minute details aur process janna chahta hun ..

    Kya yhan “Due Process Of law” and “Procedure established by Law ” followed huye?

    Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal jwab de ..

    Dhanyawad !

  • Sarvesh Jaiswal ne mera istifa nhi manga hai .. Main Party ki neetiyon ke khilaf chal rha tha ya jila team mein Sarvesh Jaiswal ki nirankushta,manmani aur tanasahi ke khilaf chal rha the… Ye Jila Karyakarni aur Siddharthnagar ka Aam aadmi thik se janta hai …

    Mera Sarvesh Jaiswal aur Poorvanchal Karyakarini se kuch Sawal hain –

    1. Kya Democracy,Participative management aur Karyakarta ke liye awaj uthana Party ke liye Anushasanhinta hai ?

    2.Kya Sarvesh Jaiswal ke “Main Hi Party Hun” ke khilaf awaj uthana Anusasanhinta hai ?

    3.Mujhe Anushasanhinta Ka written notice kab diya gya ?

    4. Meri anusasanhinta par Jila Karyakarini ki meeting kab bulai gai ? Us meeting mein Jila Karyakarini ne Kis ko anusasanheen kis aadhar par btaya ?

    5.Mera Istifa na manjoor karne ke bad mujhe party ki local karyakram ki gativadhiyon,meeting ki soochna kyon nhi di jati thi ?

    6.Mujhe apni bat rakhne ka mauka kyon nhi diya gya ?

    7.Party apna sanrachnatmak dhancha bna rhi hai ya kuch swarthi log apne chapluson ko party mein la ra rhe hai aur imandar karmath logo ko dabane ka prayas kar rahe hain ?

    Aam Aadmi party Transparant hai main man vachan aur karm se swarajist hun ,main Kapilvasatu post ke madhyam se Right To Information ke tahat mere upper karyawahi ki sabhi minute details aur process janna chahta hun ..

    Kya yhan “Due Process Of law” and “Procedure established by Law ” followed huye?

    Jila Sanyojak Sarvesh Jaiswal jwab de ..

    Dhanyawad !

  • Kya yah jila karyakarini ka saamoohik decision tha ya nirankush sarvesh jaiswal ka ?

  • Sarvesh Kumar Jaiswal Ji ! Kya bhai facebook par block block karne se aur party meeting mein na bulane se solution hota hi ?? insan sabko sath lekar aagey jata hai … aap to gang bnakar local aam aadmi party team ko patan ki khai mein le ja rahe hai …. Puri jila karyakarini team ko sath lekar nhi chalte hai aap .Na karyakram ki suchna dete hai,jisse ji meeting mein aa na sakun aur apni bat na rakh sakun …

    Aap se social media reform ,party ki internal democracy,participative management aur har karkyakarta ko uski pahchan dene ko kha tha,aapse kha th ki aap local karyakarta ko unka credit de jisse unko motivation mile ….

    Aap self-governance,swarajya aur loktantra ki hatya kar rahe hai apni manmani aur tanasahi karke… aapse jab maine kha tha ki apne purva sanyojak ko sath nhi diya jisse aap sanyojak ban jaye,apki galat cheese mein sath nhi dunga..aap dusre ke khilaf bhadkane wali gandi rajneeti na kare aur sabka sath de,is bat par aapne mujhse official platform par galat sandesh bjiwaya ki vhan ke police station master apko dhamki de rahe…jisse galat sandesh dene par mujhe party se nikal diya jaye aur aap ka koi virodh na kare..jab jila karyakarini team mein main apni bat rakh rha tha ki galat sandes dene ke liye apne kha (screen shot bhej rha tha),apne meri puri bat hone se pahle mujhe karyakarini group se nikal diya … iske bad mujhe district media collaboration group se bhi nikal diya jabki main District Social Media and IT Cell prabhari hun …

    Aap party karyakarta dwara photo dwara galat sandesh dene ka virodh kiya , aur shi photo ki mang ki ..tab aapne mujhe AAP Aam Aadmi Party, Siddharthnagar mission whatsapp group se bhi nikal diya …aap kab tak sachchi awaj dbayenge ??

    Aap ne mujhe AAP SIDDHARTHNAGAR ke new party office ka jab udghatan tha,aapne mujhe suchna tak nhi di… Jab aap apne hi sathi ko sath lekar nhi chal sakte to janta ko khak sath mein lekar chaloge ???

    Aap dusre ke netritva mein kam krna pasand nhi karte ho jab bhi maine AAP Siddharthnagar Youth Wing Secretary hote huye Siddharthnagar ki youwa shakti ke liye samaj ke liye aur party ke liye kuch karna chaha tha ,aapne kal karenge ..haan karenge..kahte kahte tal diya,support milna band hua to maine gair rajnitik logo se milkar kam karna suru kiya ?KYONKI MAIN RAJNITI KARNE NHI BADALNE AAYA HUN aur mera maksad Siddharthnagar ki janta ka vikas hai … ..

    Aap mere dwara jode karyakarta ko bhi Whatsapp Group mein nhi jodte hai,aap sari social media apne control mein chahte ho,kya Aam aadmi party aapki property hai .

    Aap ke khilaf virodh pradarshit karne ke liye ,maine party se resignation diya,jismein sari bat likhi thi …
    aap par aaorp na aaye aur local party ka masla upper tak na jaye,isliye use aapne resignation ko manjur nhi kiya ..Namanjoor kiya hai to milkar aur bhulkar kary kare ,mere sath rajniti kyon ?

    Aap sudhar jao,varna virodh social media se Siddharthnagar ki galiyon tak jayega ….

    Reference : https://www.facebook.com/sanjeet.dwivedi/posts/1107223075985092

  • Sarvesh ji aapne kha hai – “इसलिए उनसे पद ले लिया गया था, लेकिन उन्हें तब भी दल से निकाला नहीं गया।”

    Sarvesh ji Jara btane ka kasht kijiye ki pad se mujhe Is bayan ke bad nikala gya ya pahle,kyonki mujhe iski soochna nhi di gai..Bina kisi ko soochna diye,aap kaise kar sakte hai… Mujhe mere pad se nhi nikala gyatha,kyonki iski koi aadhikarik ghoshna nhi hui thi aur na hi mujhe isse suchit kiya gya tha .

    Aap kisi protocol ko follow karte hain ya ,jo bhi man aaya kar diya ….Aap to loktantra aur Party ki karyapradani ki hi hatya kar rahe hai .. ” SANYOJAK GO BACK “

  • Sarvesh ji aapne kha hai – “इसलिए उनसे पद ले लिया गया था, लेकिन उन्हें तब भी दल से निकाला नहीं गया।”

    Sarvesh ji Jara btane ka kasht kijiye ki pad se mujhe Is bayan ke bad nikala gya ya pahle,kyonki mujhe iski soochna nhi di gai..Bina kisi ko soochna diye,aap kaise kar sakte hai… Mujhe mere pad se nhi nikala gyatha,kyonki iski koi aadhikarik ghoshna nhi hui thi aur na hi mujhe isse suchit kiya gya tha .

    Aap kisi protocol ko follow karte hain ya ,jo bhi man aaya kar diya ….Aap to loktantra aur Party ki karyapradani ki hi hatya kar rahe hai .. ” SANYOJAK GO BACK “

Leave a Reply